12 تبصرے ”طاہر نقوی کی کتاب کوئوں کی بستی میں ایک آدمی کی تقریب رونمائی

  1. Andleeb Sahiba,
    aap ne meri kitaab ki report nehayat maharat aor khoobsoorti se pesh ki hai.ye adabi sajawat kehlati hai.mein shukr guzaar hon.Aap ki issi khobi ki wajah se “urdu falak”parhney walon mein maqbool aor bohat ziada visit kea janey wala web mag hai.ab meri ye khahish parh gaei hai keh iss web par meri ziadah se ziadah takhliqaat pesh ki jaen.TAHIR NAQVI

    1. ji tahir Naqvi sahab.
      Apki kitab ki report hi bohot mayari thi.Is liyai wo itni achi lagi hai.Aap jaisai likharion kai dam qadam sai hi urdufalak ki ronaqain hain.Aap hmain apni mzid tehrirain bhi bhaijain or apni kitab ka iktsabat or qarin ki raey bhi mail krain.Adbi zoq rakhnai walai qarin isai shoq sai parhain gai.
      Shukriya
      Shazia Andleeb

  2. shazia !
    I occasionally visit your web site “urdu falak” and always found it interesting and informative.This reflects your interest in your work.You have not neglected literature.Today I read report of Tahir Naqvi’s book “kawwon ki basti mein aik aadmi”.You have given it a beautiful shape which attracts the reader at once.Keep it up.Maimona

  3. Tahir sahab Mubarak baad. Aap kay tazkiray kay baghair dor-e-hazir main urdu afsaanay ka zikr mumkin nahin. Edgar Allen Poe kay meezan per purkhain to aap kay afsaanoon mian aik hurf bhi izzafi nahin aur meray nazdeek yeh afsanay ki bohat barri khoobi hay. Jamaye aur murboot bunnut kay saath aap kay afsaanay usre hazir kay masaail ka aahata kartay hain. Likhtay rehye, yeh waqt ka taqaza bhi hay. Allah karay zore qalam aur zyada.
    Dr Syed Saeed Naqvi

  4. This is a comment to the admin. I came to your “طاہر نقوی Ú©ÛŒ کتاب کوئوں Ú©ÛŒ بستی میں ایک آدمی Ú©ÛŒ تقریب رونمائی | Urdu Falak” page via Google but it was difficult to find as you were not on the front page of search results. I see you could have more visitors because there are not many comments on your site yet. I have found a website which offers to dramatically increase your rankings and traffic to your site: http://aerotraffic.com/web-traffic/. I managed to get close to 1000 visitors/day using their services, you could also get lot more targeted traffic than you have now. I used their services and got significantly more traffic to my website. Hope this helps 🙂 Take care.

اپنا تبصرہ لکھیں